best ever mobile tips and information about jazz ,ufone ,telenor,warid and zong
Aap ka cell phone CHINA Ka hai ya orignal
doston ager aap yeh pta kerna chahte ho ke aap ka cell phone china ka hai ya orignal to us ke peche lika hua 15 digit ka IMIE NO 66542 pe send ker den
12 SIM AIK MOBILE MAIN CHALAIN
DOSTON, Aaj main ap ko 1 aisa Trick bta raha hun, jis ki madad se ap 1 Mobile Phone mein 12 sims 1 sath chala skte hain. Is k liye Aap ko 1 sim Reader or 1 Multi Sim Chip ki zrurat pre gi. 6 Sims wali Multi Sim Chip Rs.500 mein jb k 12 Sims wali Rs.800 mein mil jaye gi. Sim Reader Rs.300 mein mil jaye ga. Ye bilkul Card Reader jaisa ho ga. Or Is mein 2 Sims Insert krne k liye jaga ho gi 1 jaga mein Multi Sim Chip or dusri mein koi b Sim dal kr Sim Reader ko Computer k sath attach krein. jab aap is ko computer main laga len ge to is ke multi card ka folder aur bakion ke alag alag folder ban janain ge aap baki tamam folder ko cut ya copy ker ke ek hi folder main paste kar len then is ko apnain mobile se attach ker ke 12 sim at a time enjoy karanin.NOTE ager aap se yeh install naho rahe hon to is link se help len
www.gsmhosting.com
MOBILE ki files hide kerna
doston aaj kl mobile main folders ko hide karnain ke software aap ko internet se asani se mil jate hain barhal ager aap ko is bare main jankari nai hai to aap "FEXPLORE" software net se download karnain aur ise use karnainpromotional messages ko block kerna
jazz aur ufone user :promotional messages ko block kernain keliye apnain message wale option main ja ker "ALL" lik ker 258 per send ker den is ke elwa ufone user 25625 dail ker ke b promotion messages bolck ker sakte hainWARID USER KELIYE BANKING MENU
warid user apni warid ki sim se *232# milanain aur banking menu enjoy kernain yeh bilkul free haiMOBILE WEB SITES
aj ke daour main is chez ko highlight kernain ki koi khas zarorat to nai barhal kae log abi b achi sites ke bare main nai jante so un keliyemobile9.com getjar akcyber.com games.sisjar
Comments
Post a Comment